Fashion

Best of ZNMD

Best of ZNMD: In today’s filmic World, which is full of futile love stories, slapstick comedies and revenge dramas, few movies come that one can relate perfectly with one’s life and each character seems like a person next door with whom we are all well acquainted with.

One such masterpiece is ZNMD by Zoya Akhtar. It is a perfect salute to friendship. The movie chronicles the story of three best friends who set out on a bachelor’s trip, to overcome their worst fears, mend their past fences & then eventually find out what is right or wrong about their love life and relationship.

Starting with Arjun (played by Hrithik Roshan), Kabir (abhay deol) and Imaan (farhaan Akhtar) who have been inseparable since childhood. The movie boasted of being shot in exotic locations of Spain, a good script, great performance and very lively music.

This movie is all about fun and fulfilling your dreams before you realize that you never got the chance to live them. In this, Hrithik has the motto to work hard till 40 and then retire with a huge bank balance. As a result he works and makes concalls even during the Spain trip. However after meeting Katrina he realises that there’s no guarantee that he would live up to the age of 40.

From then on he takes the plunge of living life each day as if there is no tomorrow. Abhay Deol is a successful as they come but not so strangely trapped in a relationship that he want but don’t want to move ahead in it immediately. Farhan Akhtar from an normal household has a frost bite of “search for the real father”.

The journey makes them realise what it was they were longing for Abhay Deol, that he was not ready to get married to kalki yet. Hritik realises that earning millions and keeping himself extremely busy was just a facade for his loneliness. He finds katrina kaif falls in love again and finds beautiful things about how life is. Farhan meets his father and washes out the ghost of his past to a strene memory.

Best Dialogues of ZNMD which can touch Your Heart

The ZNMD has good collection of some beautiful poems and dialogue:
Akhtar’s Best Dialogue Lyrics In Zindagi Na Milegi Dobara
1 Dilon Mein Tum Apni Betaabiyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum, Nazar Mein Khwabon Ki Bijliyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum … Hawa Ke Jhokon Ke Jaise Aazad Rehno Seekho, Tum Ek Dariya Ke Jaise Lehron Mein Behna Seekho … Har Ek Lamhe Se Tum Milo Khole Apni Baahen, Har Ek Pal Ek Naya Samha Dekhe Yeh Nigaahen … Joh Apni Aankhon Mein Hairaaniyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum, Dilon Mein Tum Apni Betaabiyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum…

Best of ZNMD Poem
Best of ZNMD Poem

2 Jab Jab Dard Ka Baadal Chaya, Jab Gham Ka Saaya Lehraya, Jab Aasoon Palkon Tak Aya, Jab Yeh Tanha Dil Ghabraya … Humne Dil Ko Yeh Samjhaya, Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai … Duniya Mein Yunhi Hota Hai … Yeh Joh Gehre Sannate Hai, Waqt Ne Sabko Hi Baante Hai … Thoda Gham Hai Sabka Qissa, Thodi Dhoop Hai Sabka Hissa … Aankh Teri Bekaar Hi Namm Hai, Har Pal Ek Naya Mausam Hai … Kyun Tu Aise Pal Khota Hai, Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai…

Farhan Akhtar Poem in ZNMD
Farhan Akhtar Poem in ZNMD

3 Pighle Neelam Sa Behta Hua Yeh Samaan, Neeli Neeli Si Khamoshiyan, Na Kahin Hai Zameen Na Kahin Aasmaan … Sarsaraati Huyi Tehniyan Pattiyan, Keh Rahi Hai Ki Bas Ek Tum Ho Yahan … Sirf Main Hoon Meri Saansein Hai Aur Meri Dhadkane, Aisi Gehraiyan, Aisi Tanhaiyan, Aur Main Sirf Main … Apne Hone Pe Mujhko Yakeen Aa Gaya…

Zindagi Na Milega Dobara Poem
Zindagi Na Milega Dobara Poem

4 Ik Baat Honthon Tak Hai Joh Aayi Nahi, Bas Aankhon Se Hai Jhaankti … Tumse Kabhi, Mujhse Kabhi Kuch Lafz Hai Woh Maangti … Jinko Pehan Ke Honthon Tak Aa Jaye Woh, Awaaz Ki Baahon Mein Baahein Daalke Ithlaye Woh … Lekin Joh Yeh Ek Baat Hai, Ehsaas Hi Ehsaas Hai … Khushboo Si Hai Jaise Hawa Mein Tairti, Khushboo Joh Be-Aawaaz Hai … Jiska Pata Tumko Bhi Hai, Jiski Khabar Mujhko Bhi Hai … Duniya Se Bhi Chupta Nahi, Yeh Jaane Kaisa Raaz Hai….

5 Kya Tum Mentally Challenged Ho My Boy?

Funny Dialogue by Farhan Akhtar in the movie
Funny Dialogue by Farhan Akhtar in the movie

6 Dost Mujhe Majnu Bulate Hai…

Imran reply to Laila
Imran reply to Laila

7 Insaan Ka Kartavya Hota Hai Koshish Karna … Kaamyabi Nakaamyabi Sab Uske Haath Mein Hai….

Katrina Kaif’s Famous Movie Quotes From Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues:

8 Sieze The Day My Friend … Pehle Is Din Ko Poori Tarah Jiyo, Phir Chalis Ke Bare Mein Soochna…


9 Insaan Ko Dibbe Mein Sirf Tab Hona Chahiye … Jab Woh Mar Chuka Ho…


10 Kabhi Pay Check Milte Waqt … Tumhare Aankhon Mein Aasun Aye Hai?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *